Jai Mahadev ji
Aaj humara topic hai ki Achaa Jivan jeene ke liye Mahadev ki bhakti karein. Agar apne jivan ko sach much saphal banane chahte han to Mahadev ka dhyaan awashya karein. Yeh aapke ke liye jaruri hai ki aap Mahadevji ka dhyaan subah shaam karein. Mahadev ke dhyaan aur bhakti ke bina jivan me kuch bhi prapt nahi ho sakta. Mahadevji oo bhagwaan hai aur parmatma hai jin ki bhakti se kayion ne apne jivan ko saphal banaya. Roj subah shaam Mahadevji ki puja karein isse apko bahut fayada milega. Apke jivan ka vikaas hoga.Mahadevji se prem karo kyunki unki bhakti bhakti se humare jivan me niswarth bhawana aati hai.Hamare jivan ka sarvangin vikaas hota hai. Hamara bhole baba ke prati shradha aur vishwas bad jata hai. Isliye Mahadevjiki bhakti karo. Keval ek pehlu se hum Mahadevji ki hum bhakti nahi karte han iske keliye kaiyon pehlu hosakte han. Agar hum log Mahadev ki puja bade prem se karte han too hume budhiyog or gyanyog denge.
Mahadev humesha kripalu rahe han. Weh hume manchahaa vardaan dete han. Unki bhakti se kayin logo ne paar paya. Mahadevji ke sath unke parivaar ki bhi puja honi chahiye jaise Parvati mata Ganeshji or Kartike Maharaajji. Mahadevji ko khush or prasann karne ke liye Shiveling par jal chadaye. Isse aapke jivan ki icchaye purn hogi. Maine apne jivan me kayin ayese anubhaw dekhe hai jisse ki mera jivan Mahadevji ki kripa se saphal bana. Aapka jivan bhi saphal banega agar aap roj unke charitron ke aadhaar par banaya gaya shastra or Granth Shive puraan ke anusaar bartenge. Agar koi vyakti or manushya roj Shivepuraan ka aa dhyaan roj karta hai to uska jivan shandaar or sukhmay banta hai. Ye kayin logon ne anubhaw kar liya hai. Agar aap bhi anubhaw karna chahte han to roj Shivepuraan pade. Mahadev parmatma hai. Unki daya se badi kripa se jaise ki moksh ki prapti hoti hai. Moksh weh han jahanse janam maran ka cchakkaar khatam ho jata hai. Aapko phir is ke janjaal me nahi fasna padta hai. Mahadevji ki kripase jivan me vairagya badta hai. Jin logon ke jivan me vairaagya hai weh log humesha Mahadevji ki bhakti karke moksh pad ko prapt hote han.MahadevjimebhaktibadanekeliyeMahadevjikikripaseprasidhhuetirthonparjaanachahiye. Aese tirthon par jaanese Mahadevji me bhakti badti hai. Mahadevji se prasidh hue tirth jaise Amarnath, Kashivishwanath, Manimahesh Barfani baba, Churdhaar, Kailashityaadi.

No comments:
Post a Comment